Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaherava Tal
HomeKaherava Tal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tadap tadap kar yehi kahegi sada rahi hai sada rahegi na tumsa koi zamaane bhar mein hoooooo na tumsa koi zamaane bhar mein tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhein chuna hai tumhein chunegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi jo aag dil mein lagi hui hai hoooooo jo aag dil mein lagi hui hai yehi to manzil ki roshni hai yehi to manzil ki roshni hai na ye bhujhi hai na ye bhujhegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tumhare pehlu mein gar marre hum hoooooo tumhare pehlu mein gar marre hum to maut kitni haseen hogi to maut kitni haseen hogi chitaa mein jal kar bhi na mitegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi
aa aa aa aa umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai umm hmm hmm meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai shuru ye silsila to usi din se hua tha shuru ye silsila to usi din se hua tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha achanak toone jis din mujhe yun hi chhooa tha lehar jaagi jo us pal tan badan mein wo mann ko aaj bhi behakaa rahi hai ye pehle pyaar ki khooshboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehka rahi hai bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke bahut tarsaa hai ye dil tere sapne sajaa ke ye dil ki baat sun le meri baahon mein aa ke jagaa kar anokhi pyaas mann mein ye mithi aag jo dehka rahi hai ye pehle pyaar ki khushboo teri saanson se shaayad aa rahi hai meri saanson ko jo mehakaa rahi hai ye aankhein bolti hain jo hum na
aa aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa aa aaaa aaaa meri veena tum bin roye meri veena tum bin roye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye sanvariyaa tum jahaan base ho main wo gaon na jaanon bitegi kab birhaa ki yeh paapan shaam na jaanon haai madhur milan kab hoye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye tujh bin mere geet adhoore honton pe sharmaaye saaz uthaun taar na baaje tadap tadap reh jaaye meri peer na jaane koye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye haaye roye haaye roye
meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein juda meri manzil juda teri raahen juda meri manzil juda teri raahen milengi na ab teri meri nigahen mujhe teri duniya se hai door jaana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil nahin hoon main teri muhabbat ke qaabil mera naam tak apne lab pe na laana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein
jo main aisa jaanatiiiiiii ke preet kiye dukh hoye hooo nagar dhindhora peetatiiiii ke preet na kariyo koi mohe bhool gaye sanwariyaaaaa bhool gaye sanwariya mohe bhool gaye sanwariyaaaa bhool gaye sanwariya aawan keh gaye aj hun na aaye aawan keh gaye aj hun na aaye leeni na mori khabariya mohe bhool gaye sanwariyaaa aa bhool gaye sanwariya dil ko diye kyun dukh birhaa keeeeee tod diya kyun mahel banaa ke dil ko diye kyun dukh birhaa ke tod diya kyun mahel banaa ke aas dila ke o bedardi aas dila ke o bedardi pher li kaahe nazariya mohe bhool gaye sanwariyaaa aa bhool gaye sanwariya nain kahen ro ro ke sajna aa aa dekh chuke hum pyaar ka sapna nain kahen ro ro ke sajna dekh chuke hum pyaar ka sapna preet hai jhooti preetam jhoota preet hai jhooti preetam jhoota jhooti hai saari nagariya mohe bhool gaye sanwariya aa aa bhool gaye sanwariya
mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya aaj mile hai more saanwariyaa aaj mile hai more saanwariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya badi muddat mein dil ke sahaare mile aaj doobe huon ko kinaare mile badi muddat mein dil ke sahaare mile aaj doobe huon ko kinaare mile kabhi muskaaye mann kabhi sharmaaye mann kabhi nain ki chhalke gaagariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya aaj mile hai more saanwariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya chaand taaron ke gehne pinaah do mujhe koi aa ke dulhaniyaa bana do mujhe chaand taaron ke gehne pinaah do mujhe koi aa ke dulhaniyaa bana do mujhe nahin bas mein jiyaa kaisa jaadoo kiya piyaa aaj huyi re main to baanwariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya aaj mile hai more saanwariyaa aaj mile hai more saanwariyaa mori chham chham baaje paayaliya mori chham chham baaje paayaliya
muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam jeena hua ilzaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam gaye armaan leke lute lute aate hain log jahan mein kaise dil ko lagate hain gaye armaan leke lute lute aate hain log jahan mein kaise dil ko lagate hain dil ko lagate hain apna banate hain hum to phire nakaam hum to phire nakaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam samjhe the saath dega kisi ka suhana ghum khuli jo nazar to dekha tanha khade hain hum samjhe the saath dega kisi ka suhana ghum khuli jo nazar to dekha tanha khade hain hum tanha khade hain hum din bhi raha hai kam raste mein ho gayi shaam raste mein ho gayi shaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam
muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye na socha na samjha na dekha na bhaala teri aarzoo ne humein maar daala tere pyar ki meharbani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye khabar kya thi honthon ko seena padega muhobbat chhupaa kar bhi jeena padega jiye to magar zindagani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye
mujhe gale se laga lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se main thak gayi hoon sabhi tootte sahaaron se ab aur bojh na daalo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi ye oonch neech ki deewar toot jaayegi tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa na jaane kab ye tareeka ye taur badlega sitam ka ghum ka musibat ka daur badlega mujhe jahaan se utha lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa
mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai nazar se nazar ka bada faasla tha magar aaj dil ke kareeb ho gaye ho tujhe maine dekha dil ki nazar se meri bhi nazar mein haseen ho gaye ho haseen ho gaye ho mujhe mil gayi hai mere haath mein yun tera haath aaya ke gulshan mein jaise bahaar aa gayi ho magar haath se yun khincha haath tera main samjha kali koi sharma gayi ho sharma gayi ho mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai
mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta magar mein kya karun bole bina bhi reh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta mere khaabon ki sehzaadi jahaan tum muskuraati ho bahaaren kya khizaaon mein hazaron gul khilaati ho tumhen jisne bhi dekha hai zudai seh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta zamaana laakh baadal ban ke chhaa jaaye nighahon par muhabbat kaa ujaala failtaa jaayega raahon par muhabbat chaand aisa hai kabhi jo keh nahin sakta mujhe tumse muhabbat hai magar mein keh nahin sakta
haiiiiiii mushkil hai mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena aasaan nahin dil ki ye aag bhujha dena ye aag bhujha dena ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa roton ko hansa dena hanston ko rula dena hanston ko rula dena mushkil hai bahot mushkil dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi aaye to badam lena jaaye to duwaa dena jaaye to duwaa dena mushkil hai bahot mushkil uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge mumkin to nahin lekin tum humko bhula dena tum humko bhula dena mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena mushkil hai bahot mushkil
na jaiyyo na na na jaiyyo na na jaiyyo o na jaiyyo oho my darling don't you cry you don't cry you don't cry me going to die me going to die me going to die ohh bye bye ohh bye bye ohh bye byee na jaiyyo pardes maahi ve na jaiyyo pardes ve maahi ve na jaiyyo pardes na jaiyyo pardes mere dil pe laga kar thess maahi ve na jaiyyo pardes no no no no sad sad sad song nahin gaana bad bad bad thing nahin kehna chhod ke jaun main tujhko that is not the case maahi ve na jaiyyo pardes va va va va pe pe pe pe pa pa pa va va va va va va va ta na na na na ding dong ding dong dung ye mann tere pyaar ka mandir ye mann tere pyaar ka mandir ohh ohh reh ja yahin iss ghar ke andar oh nirmohi mast kalandar oh nirmohi mast kalandar kaahe bhatke tu des vides maahi ve na jaiyyo pardes ve chann ve na jaiyyo pardes you you where i i there i i where you you there kaise chhod ke jaaun main aisa beautiful place maahi ve na jaiyyo pardes bichhad gaye jo chaand chakori chaand chakori toot gayi
na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi machal raha hai suhaag mera jo tum na hoge to kya karoongi kya karoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye bikhari zulfen ye khilta kajra ye mehki chunri ye mann ki madira ye sab tumhare liye hai preetam main aaj tumko na jaane doongi jaane na doongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam main tumhri daasi janam ki pyaasi tumhi ho mera singaar preetam tumhare raste ki dhool lekar main maang apni sada bharoongi sada bharoongi na jaao sainyaan chhuda ke baiyaan kasam tumhari main ro padoongi ro padoongi jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo jo mujh se akhiyaan chura rahe ho to meri itni araj bhi sun lo piya meri ye araj bhi sun lo tumhare charnon mein
na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye bheegi raat ye bheega badan ye husn ka aalam ye sab andaaz milkar do jahaan ko loot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan ye naazuk lab hain yaa aapas mein do lipati huyi kaliyaan zaraa inko alag kar do tarannum phoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo humaari jaan le legaa ye neechi aankh ka jadoo chalo achchha huaa marr kar jahaan se chhoot jaayenge tumhaara kuchh na bigadega magar dil toot jaayenge na jhatko zulf se paani ye moti toot jaayenge na jhatko zulf se paani
aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa na to caarwaan ki talaash hai na to caarwaan ki talaash hai na aaaaaa na to caarwaan ki caarwaan ki talaash hai na to na to aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa na to caarwaan ki talaash hai na to humsafar ki talaash hai ab na to humsafar ki talaash hai ab na humsafar ki hey hey hey hey hey na to humsafar ki aaaaa aaaaa aaaaa na to humsafar ki aaaa aaaa aaaa na to humsafar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko aaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa mere naamuraad junoon ka hai ilaaz koi to maut hai ab hai ilaaz koi to maut hai ilaaz koi haaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa hai ilaaz koi to maut hai jo dawaa ke naam pe zehar de jo dawaa ke naam pe zehar de ussi chaar agar ki talaash hai jo dawaa ke naam pe zehar de dawaa ke
naa jiya laage na tere bina mera kahin jiya laage na naa jiya laage na tere bina mera kahin jiya laage na naa jiya laage na jeena bhoole the kahan yaad nahin tujhko paya hai jahan saans phir aayee wahin jeena bhoole the kahan yaad nahin tujhko paya hai jahan saans phir aayee wahin zindagiiiii zindagi tere siva haai bhaaye naa naa jiya laage na tere bina mera kahin jiya laage na naa jiya laage na naa jiya laage na naa jiya laage na piya teri baavri se raha jaaye na naa jiya laage na piya teri baavri se raha jaaye na na tum agar jaao kabhi jaao kahin waqt se kehna zara wo thahar jaaye wahin tum agar jaao kabhi jaao kahin waqt se kehna zara wo thahar jaaye wahin wo ghadiiiii wo ghadi wahin reh na jaaye na naa jiya laage na tere bina mera kahin jiya laage na naa jiya laage naaaaa
aa aa aa aa aa aa naache mann mora magan trik dha dhigi dhigi naache mann mora magan trik dha dhigi dhigi badra ghir aaye rut hai bheegi bheegi naache mann mora magan trik dha dhigi dhigi naache mann mora magan trik dha dhigi dhigi trik dha dhigi dhigi trik dha kuhu ke koyaliyaa kuhu ke koyaliyaa kahin door papiha pukaare jhula jhule sakhiyaan jhula jhule sakhiyaan ke ghar aaja baalam humaare ghir aaye badra ghir aaye rut hai bheegi bheegi naache mann mora magan trik dha dhigi dhigi naache mann mora magan trik dha naache re mann mora re naache mann mora magan trik dha dhigi dhigi trik dha dhigi dhigi trik dha yenhi ruk jaaye yenhi ruk jaaye ye shaam aaj dhalne na paaye toote na ye sapna toote na ye sapna koyi ab mujhe na jagaaye ghir aaye badra ghir aaye rut hai bheegi bheegi naache mann mora magan trik dha dhigi dhigi naache mann mora magan trik dha hey naache mann mora re naache mann mora magan trik dha dhigi dhigi trik dha dhigi dhigi trik dha chhup chhup aise
nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye haaye rasiyaa aa aa haaye re koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye haaye nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye nain rasile chaand sa mukhda sundar roop suhaana par bedardi dard na samjhe jaane bas tadpana phir bhi mann tadpaane waala mann ka meet kahaaye haaye rasiyaa aa aa haaye re koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye haaye haaye nain dwaar se mann mein wo aa ke tann mein aag lagaaye jab wo aaye le kar aaye din mein chaand sitaare jab wo jaayen le kar jaayen sab armaan humareee dekh use dil tadpe aur bin dekhe raha naa jaaye haaye rasiyaa aa aa haaye re koi chhaliya chhal kiye jaaye jiyaraa liye jaaye chain nahin aaye hai ji ek chhaliya
nain heen kooo raah dikha prabhu nain heen ko raah dikha prabhu pag pag thokar khaaun main nain heen ko raah dikha prabhu pag pag thokar khaaun main nain heen ko tumhari nagariya ki kathin dagariyaa tumhari nagariya ki kathin dagariyaa chalat chalat gir jaaun main prabhu nain heen ko raah dikha prabhu pag pag thokar khaaun main nain heen ko raah dikha prabhu chahun aur mere ghor andhera bhool naa jaaun dwaar tera chahun aur mere ghor andhera bhool naa jaaun dwaar tera ek baar prabhu haath pakad lo ek baar prabhu haath pakad lo ek baar prabhu haath pakad lo mann ka deep jalaaun main prabhu nain heen ko raah dikha prabhu pag pag thokar khaaun main nain heen ko
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Mohabbat Jawaan Rahegi Janwar (1965) 03:36 20947
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 20947   

Meri Saanson Ko Jo Badalte Rishtey (1978) 06:09 12793
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:09   Song Number : 12793   

Meri Veena Tum Bin Roye Dekh Kabira Roya (1957) 02:59 13045
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta, Anita Guha
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 13045   

Meri Yaad Mein Tum Madhosh (1951) 03:02 12190
 
Poster of Madhosh (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Manahar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:02   Song Number : 12190   

Mohe Bhool Gaye Sanwariya Baiju Bawra (1952) 04:15 12144
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:15   Song Number : 12144   

Mori Chham Chham Baje Payaliya Ghunghat (1960) 03:14 15716
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:14   Song Number : 15716   

Muft Huye Badnaam Kisi Se Haye Baraat (1960) 03:30 15555
 
Poster of Baraat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ajeet, Shakeela, Salim, Mukri, Murad
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:30   Song Number : 15555   

Muhobbat Ki Jhooti Kahani Pe Roye Mughal-E-Azam (1960) 03:31 13791
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13791   

Mujhe Gale Se Laga Lo Aaj Aur Kal (1963) 04:45 12043
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:45   Song Number : 12043   

Mujhe Mil Gayi Hai First Love (1961) 03:21 36208
 
Poster of First Love (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Naaz
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 36208   

Mujhe Tumse Muhabbat Bachpan (1963) 03:01 31075
 
Poster of Bachpan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Salim, Menka Irani
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:01   Song Number : 31075   

Mushkil Hai Bahot Mushkil Mahal (1949) 03:55 13647
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:55   Song Number : 13647   

Na Jaiyyo Pardes Karma (1986) 05:52 32956
 
Poster of Karma (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 32956   

Na Jao Saiyan Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:15 21005
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:15   Song Number : 21005   

Na Jhatko Zulf Se Paani Shehnai (1964) 04:28 14240
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 14240   

Na To Caarwaan Ki Talaash Barsaat Ki Raat (1960) 11:18 12850
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shyama, Chandra Shekhar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 11:18   Song Number : 12850   

Naa Jiya Laage Na Anand (1970) 03:27 21006
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sumitra Sanyal
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 21006   

Naache Mann Mora Magan Meri Surat Teri Ankhen (1963) 04:54 13736
 
Poster of Meri Surat Teri Ankhen (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:54   Song Number : 13736   

Nain Dwaar se Sawan (1959) 04:19 14169
 
Poster of Sawan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Hans Raj Bahal
On Screen Actors- 
Amita, Bharat Bhushan
Raag- 
Jog
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:19   Song Number : 14169   

Nain Heen Ko Raah Dikha Bhakta Surdas (1942) 03:06 11231
 
Poster of Bhakta Surdas (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Gyan Dutt
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:06   Song Number : 11231